Hindi Sad Status for Facebook, WhatsApp & Social sites,Sad Status in Hindi


Related image
If you are suffering from depression, grief, helplessness, despair and sorrow, It means you are sad. To get rid from your sadness you can read our New Sad Status in Hindi. We have latest collection of Best Sad Status for Love, Latest Sad Shayari for loved ones , Hindi Sad Status (सैड स्टेटस), Hindi Sad SMS for Girlfriend or Boyfriend, Sad Quotes for Friends and Sad Whatsapp Status in Hindi with Images.


Dil Ka Wajood Sad Status in Hindi

तेरा ये तीर-ए-नीम-कश दिल के लिए अजाब है,
या तो इसे दिल से खींच ले या दिल के पार कर।
Tera Ye Teer-e-Neem-Kash Dil Ke Liye Azaab Hai,
Ya To Ise Dil Se Kheech Le Ya Ise Dil Ke Paar Kar.
ज़िंदगी का मेरी सांसों के सिवाये, सबूत ही क्या है,
अज़ीयत ये है दिल की, कि इसका वजूद ही क्या है।
Zindagi Ka Meri Saanson Ke Siwaye, Saboot Hi Kya Hai,
Aziyat Ye Hai Dil Ki, Ki Iska Wajood Hi Kya Hai.

Sad Status on Dil Ki Mohabbat

कागज़ की कश्ती से, पार जाने की न सोच,
चलते हुए तूफानों को, हाथ लगाने की न सोच,
बड़ी बेदर्द है ये दुनिया, इससे खिलवाड़ न कर,
जहाँ तक मुम्किन हो, दिल बचाने की सोच।
Kaagaz Ki Kashti Se, Paar Jaane Ki Na Soch,
Chalte Hue Tuphano Ko, Haath Lagane Ki Na Soch,
Badi Bedard Hai Ye Duniya, Isase Khilavaad Na Kar,
Jahaan Tak Mumkin Ho, Dil Bachane Ki Soch.
उनकी मोहब्बत का निशान बाकी है,
नाम लबों पर नहीं, मगर जान बाकी है,
क्या हुआ अगर देख कर मुँह फेर लेते हैं वो,
तसल्ली हैं अभी तक शक्ल की पहचान बाकी है।
Unki Mohabbat Ka Nishan Baki Hai,
Naam Labon Par Nahi, Magar Jaan Baki Hai,
Kya Hua Agar Dekh Kar Muh Pher Leti Hain Wo,
Tasalli Hai Abhi Tak Shakal Ki Pehchaan Baki Hai.

Khone Ka Dar Status

जिस दिन बंद कर लीं हमने अपनी आंखें,
कई आँखों से उस दिन आंसू बरसेंगे,
जो कहते हैं, बहुत तंग करते हैं हम उन्हें,
वो हमारी एक शरारत को तरसेंगे।
Jis Din Band Kar Lee Humne Apni Aankhen,
Kai Aankhon Se Us Din Aansu Barsenge,
Jo Kahte Hain, Bahut Tang Karte Hai Hum,
Woh Humari Ek Shararat Ko Tarsenge.
डरते हैं आग से, कहीं जल न जाएँ,
डरते हैं ख्वाब से, कहीं टूट न जाएँ,
डरते हैं सबसे ज़्यादा आपसे,
कहीं आप हमसे रूठ न जाएँ।
Darte Hain Aag Se, Kahin Jal Na Jayen,
Darte Hain Khvaab Se, Kahin Toot Na Jayen,
Darte Hain Sabse Zyada Aapse,
Kahin Aap Hamse Rooth Na Jayen.

Sad Status for Girlfriend

आंसुओं से पलकों को भींगा लेता था,
जब याद आती थी तेरी तो तेरी तस्वीर से बतला लेता था,
सोचा था कि तुझको भुला दूंगा एक दिन,
पर हर दिन मैं इस फ़ैसले को भुला देता था।
Aansuon Se Palkon Ko Bheega Leta Tha,
Jab Yaad Aati Thi Teri To Teri Tasveer Se Batla Lete Tha,
Socha Tha Ki Tujhko Bhula Doonga Ek Din,
Par Har Din Main Is Faisley Ko Bhula Deta Tha.

Sad Status for Boyfriend

क्यों तुम मुझको इतना दुःख देते हो,
जब जी में आये मुझको रुला देते हो,
तीखे लफ़्ज़, उफ़ ये गिले और बेरुखा सलूक,
तुम मोहब्बत करते हो मुझसे या मोहब्बत का सिला देते हो।
Kyun Tum Mujhko Itna Dard Dete Ho,
Jab Jee Mein Aaye Mujhko Rula Dete Ho,
Tikhe lafz, Uff Ye Gile Aur Berukha Salook,
Tum Mohabbat Karte Ho Mujhse Ya Mohabbat Ka Sila Dete Ho.
Hindi Sad Status for Facebook, WhatsApp & Social sites,Sad Status in Hindi
Related image

Related image


Related image


Jate jate uske akhiri alfaz yahi the ji sako to ji lena mar jao to  behtar hai..

Tum to chod gaye kaash!!apne diye huye promises aur dikhaye hue saapne.. saath le jate..

Kyu kiya itna pyaar jab itna nafrat tha..

Kisi kin hi suni Bas tumse Pyaar Kiya tumse sab ki suni Aur Mujhe thukra diya..

Chod tum gaye tut m gayi tumhe koi parwa nhi mera par mujhe hamesha intejaar hai tera..

Sayad Tumhe kavi tumhari galti ka ehsaas nhi hoga to phir meri hi galti samaj ke maaf kardo aur laut aao…

Jindegi meri hai par marji tuhari hogi saans tumhari hai par saans rukne par…maut meri hogi..inshallaha..

Chehre par hansi chha jati hai , Aankho me suroor aa jata hai, Jab tum mujhe apna kehte ho, Mujhe khud par guroor aa jata hai..

Maine wo khoya jo mera kavi tha hi nhi par use to wokno diya jo sirf usi ka tha…

Hazaro chehro me mohabaat mili.. To sirf aapke chehre me ..Par abb dil ki ek jidd hai.. ji agar aap nhi to aur koi nhi..

Log sach kehte the ki rab milta hai…kyunki mujhe aab tum me rab dikhta hai..

Kisi ne mjhse puchha ke tum kyu apne pyaar ka izhaar nahi karte, humne kaha sirf izhaar ho jaye utna hum kisi se pyar hni karte..

Na ched mere mahbooba ka zikr e dost, jab jab uski yaad aati hai qatal kr ke jati hai mere aarmo ka…

Mere haath main hota, toh kisi jaanwar ka janam leleta.. Jo maloom hota, tujhey dekhne ko bhi mohtaaj bana Degi ye zindagi..

Jo doobna ho, To itne sukoon se doobo, kea as paas ki lehron ko bhi khabar na ho..

Shikwa karni hai tumse, shikayate hai bohot. Dost the tum mere, nahi bhai ho mere. Haqq tha mera tumpe..diya , ki ab joothi hasi bhi tum sang phiki lagti hai..

Ek Baat Bolu…”Jo Apko Takleef Mein Dekhjar Ro Pade Naa wo insaan Apko Kabhi Takleef Nahi De Sakta”…

Ab Jab Milenge Kya Ajnabe Honge Hum! Kya Ek Dusre Ke Akhno Main Nhi Dekhenge Hum? Kya Bhul jainge ke kabhi  humein  Ek Dusre se Pyar Tha? Kya Ajnabe Honge hum…

Log Ajkl Bohot Khudgarsh Hgye Hain Khusi K Jaga Dukh Ka Vairpar Karte Hain..

Pyar Karne Ke Waqt koi Hisaab nhi Rakha Aur Tune Dil Todne K waqt Mera Khayal Nhi Rakha..

Ab  Teri Yaad Se Jang Jaari Hai..!! Ab Ye Waqt Btaega Palda Kiska Bhari Hai…!!

Mujhe  Kismat Se Shikwa Nahi Lekin “AE KHUDA” Wo Zindagi Mein Kyu Aaya Jo Qismat Mein Nahi Tha…

Kash! Tum Mera Sath Dete Kasam-E_Khuda! Teri Khatir Pur Duniya Se Larh Jaati..

“YAADEIN” Hi Reh Jaati Hai Yaad Rakhne Ke Lie..!!..”WAQT” Sab Lekar Guzar Jata hai..!!

Safar Mein Kahi Toh, Daga Khaa Gaye Hum… Jaha Se Chale The, Wahi Agyee hum..

Meri Koshishe..Hamesha Hi.. Nakaam Rahi.. Pehli..Tujhe Paane Ki ..Fir.. Tujhe Bhulane ki..

Youn hi Nahi utar aate ye alfaz in kagaz ke tukdon par, Har Martaba apna dil apne hathon se dukhata hu inhe likhne ke liye …

Do Lafzon mein Puri Kahani Keh DI…”Zinda Hu” Kehke Apni Dastan Bayan Kar Di..

Tu Laut aa Yuh Naa Sataa yeh dil tujhe bhul na sakaa..

Bahano me, Ya sapne si, Kahi gum ho Gaui meri Kahaniya … khwahishe jo dabi  hui si jalti rahi.. Mere Bojo Tale kahi dafan si ho ke reh gayi wo … Nanhi pari sit hi, ya koi mashal umeed ki.. Mere hisse ki Khushi, Apne Saath hi le chali wo..

Tumne Bhi to Koshish nahi ki mujhe samjhne ki warna wajah koi nahi thi tere aur mee ulijhhne ki..

Paane Ki use Koshish Bohat Magar, Shayad Who ik Lakeer Mere Haath Mein Nahi..

Meri Har Khwahish me tum hote ho bus dard ye hai ki sirf khwahishon me hi kyu hote ho..

Hum Nahi Samaj pa Rahe hai ye tere shahar ka rivaj jis se kaam nikal jaye use jhindgi se nikal do..

Life ab Aesi ho gai hai ki har success story apni Bejjti lagti hai..

Bhulna toh hum bhi chahte hai, Magar aise hi kisi ki yaadein miltane ki aadat nahi…

Maan ki Khwahishe haste haste dum todti gai, na jane zindgi ki sachai kab khwahisho si khushi dene lag gai..

Jo Thodi Fursat Mile Toh Baat Kar Liya Karo.. Khamoshi Aksar Rishte Tod Diya Karti Hai..!!

Saral Swabhav , Nirmal kaya, Nirdosh uska moh. Wo jo Haste haste  ghisti gayi, na jan paya uska koi tol.. Jana hai sabhi ko, Sabhi ka hisab hai baki. Na jane kyu fir, Behisab sa khata le ke , bhej diya use pariyo ki aur..

Fir le aaya dil unhi galiyon me, Jaha maihkhane bulaya karte the hume. Hum nadan bande bhul Gaaye the wo galiya, Par dil wapas usi mod pe le aya hume..

EK Tuti Thni Ko Apna kinara maan chal padi thi me, Ek tuti tehni ko apna kinara maan chal padi thi me, Kaha dekh paui ki wo tehni apni jade kahi aur gaada chuki thi..

Barbaad Kar Ke Mujse Unse Kaha Phir Karoge Mohabbat.. Zakhmi Zakhmi Tha Dil Magar Hontho Ne kaha..?? inshaallah..

Dil Mai Aane ka rasta to hota hai lekin jane ka nahi isiliye jab koi dil se jata hai to dil tod k jata hai..

 “EK BAAT BOLU” Jinko Hum Ehsaas Dil Dete Hai Na Ki hum Aapke Bagair Nahi Reh Sakte Fir wo Humari Kadar Karna chhod Dete hain..

Yu Hi Na Apne Mijaaz ko chid chid kijye Koi Bat choti Kare Toh dil bada Kijye..

Unki Nafarat ka kaher aaj bhi jaari hai, kandha laga kr keh raha tha janaza bahut bhari hai..

Hum apni Life mein Jab Jab Kisi ki Kader Karne lag Jaate hai Tab Tab Be Kader Ho Jaate Hai..

Tum Jo Aaye Zindagi Me, Zindagi Bakwas Ban Gayi..

Aaj phir teri yaad me meri aankhe bhar aayi Aaj phir teri yaad me mai raatbhar chain se so na payi..

Agar teraa meraa har khwaab ek tha fir aaj yahaan sab kuchh kyon zudaa zudaa sa kyon hai… tere mere raastey toh ek hi they fir manzilen ab zudaa zudaa si kyon hai..

Kahani Nhi Zindgi Chahiye Tujhs Nhi Tu Chahiye..

Jo Aapki Baat Sun Kar Aapko Pagal Kahti Ho, Wo Ladki He Aapse Sacchi Mohabbat Karti Hai..

Kitni Yaadein Hai Teri Aur Tu Saath Hi Nahi Kitni Baatein Hai Karne Aur Tu Pass Hi Nahi..

Sacha Pyar Wohi Hota Hai Jo Apno Galti Na Hone Ke Bawjood Bi Apna Rishta Bachane K Liye Sorry Bo Dete Hai..

Teri Mohabbat Par Mera Haqq Toh Nahi, Par Jee Chahta Hai Aakhri Saans Tak Tera Intezaar Karu..

Aka Toh Sab Me Hoti Hai Par Jhukta Wahi Hai Jise Riste Ki Fikar Hoti Hai…

Tu Mujhe Pyaar Kare Ya Na Kare Isse Koi Fark Nahi Padta, Kyunki Mere Akele Ka Pyaar He Hum Dono Ke Liye Kaafi Hai..

Achha Kiya Jo Tod Diya Tumne Dil Mera, Isko Bhi Bahut Guroor Tha Tumahare Pyaar Pe!

Bahot Mushkil Hota Hai wo Lamha Jab Aap Toot Rahe Ho, Ayr Muskurana, “Apki Majboori Ban Jaaye”..

Na Mein Buri Thi Na Tum Buray  Thay Bas Wo Waqt Bura Tha Jab Hum Mile Thay…

 Anjaan Ban Kar Mile The Pata Hi Nahi Chala Kab Jaan Ban Gaye..

More sad status will be updated soon…

Comments